Kash ye waqat na aya hota
Sath tera na ganwaya hota
Chehray roshan magar hay tang dili
Shehar main kese guzara hota
Rang badel ne badal hi dala
Mosamon ka yu na sahra hota
Bhool ke ham ne tazkera chaira
Apni yadon main kia basa hota
Jur gaye ham se roothne wale
Zindagi ab tujh se kia gela hota
Bat kuch uljhanon main uljhi hay
Wo mera hota to pher kia hota






0 comments:
Post a Comment